History of the Stock Exchange in India

                    Stock exchange

History of the Stock Exchange in India



blog posts Article 9


01) List of topics
02) What share
03) Types of shares
04) Popular sharing
05) equity share
06) concept
07) stock

Hindustan mai stock exchange history of bahut purani hai Hindustani stock exchange and mulk / country ki economic ko bahtar banane mai kafi aham Rool Ada Kiya hai

Pahle jamane mai jan internet aur digar jadid Communication on Machines
Facilities maslann mobile aur computer wagera maujod nahi the to log Mumbai mai ek bargad ke darakht ke niche share, s ka business howa karta tha woh share khareedne aur sell karne ka liye boland awaj se pokara karte the jese aaj kal market mai sabji ya Footpath par log apne gahhakon ko boland awaj pokarte hain ossi tarha stocks sell ke amal ko cry kahte hain

Eh Silsila Hindustan mai kafi dinon tak chalta raha 1854 main pahli bat stock brokers ne milkar bombi ke Dalal Street
Jaga Lee aur yahan se Organized tawor par shares ki bay / sell ke ek edare ka kayam howa os edare ke kayam ke approan
21 Bombay stock exchange kakayam amal mai aaya jise Ham BSE kaNam se jante hai aazad Hindustan se pahle jab (is India Company) kayam howa aur os ke baad bahut si mai ek muassar Rool Ada Kiya

Share the market then study history of eh bat maloom hoti hai ke Bombay stock exchange Asia ka sab se porana stock exchange hai hokomate hind ne apne country ki businesses sar garmiyon ko dekhte howe 1993 mai ek Stock Exchange kayam Kiya jise ham (national stock exchange ) ke naam se jante hai eh edara bhi apne country ki Industrial tarakki mai kafi Cleary Rool Ada kar raha hai eh Hindustan ka National stock exchange hai
The head of the Mumbai office mein hai os ke elawa bhi bahut se chote chote stock exchange hai Jo Nineteenth century ke middle bichh mai aaye hai aur aaj bhi apne country kaam kar rahe hain onki tafsilat not hain

List of stocks operating in India

01) Mumbai Bumbai stock exchange
02) Mumbai national stock exchange
03) Mumbai over the counter stock exchange
04) Mumbai multi commodity stock exchange
05) U P stock exchange Kanpur
06) Vadodara stock exchange
07) Coimbatore stock exchange
08) Ahmedabad stock exchange
09) Bangalore stock exchange
10) Bhuvneshwar stock exchange
11) Kolkata stock exchange
12) Cochin stock exchange
13) Delhi stock exchange
14) Guwahati stock exchange
15) Hyderabad stock exchange
16) Jaipur stock exchange
17) Mangalore stock exchange
18) Ludhiana stock exchange
19) channai stock exchange
20) Indore stock exchange
21) panta stock exchange
22) Pune stock exchange
23) Rajkot stock exchange
24) kerla stock exchange
25) Mumbai is connected to the stock exchange

 Dosto aaj ke liye bas etna hi aur Jakarei aane Wale wakt mai


Saidur rahman

Comments

Post a Comment

Popular Posts