Introduction to the stock market part 1
Introduction to the stock market
stock market 1
blog posts Article 3
01) List of topics
02) What share
03) Types of shares
04) Popular sharing
05) equity share
Douniya ke mukhtalif marketing ke tarha share market bhi ek market hai is mai khas tawor se share ki khareedo farokht hoti hai aaj kal eh market is kadar majboot aur ndatwar ho gaya hai ke es ke mamooli ytar charao se Country International Economies
Hichkole khane lagti hai Exchange ki Rate gattne aur barne lagti hai Futhi rozmarra ki chizon ki rate mai utar charao aane lagta hai Kafushane eh market Country ki Economies ko parwan charane mai Clary roll ada karta hai aaj ke tarakki yafta dawor mai douniya ke har County mai is market ka wajud paya jata hai
Types of stock markets
Bouniyadi tawor par share market ko do hisso mai Taksim kiya jata hai pahle hisse ko
(Primary market) aur dosre hisse ko (secondary market) kahte hain
Primary market
primary market dar asal Execution se tallok rakhta hai jab bhi koiy company ya edara apne naye share market mai Koch (issues) karna hota hai to ose
Securities and exchange board of India
Se ezajat Lene ke baad primary market ka rokh karna parta hai primary market ka bouniyadi kaam naye share ko jo pahle se najood nahi the public ki khidmat mai pesh karna hota hai ba alfaz digar primary market ko (new issue market) bhi kahte hai
Secondary marke
Secondary market ka tallok pahle of farokht shoda Share debentures aur Bonds ki khareedo farokht se hota hai is a market mai ayesha share aur debentures ki khareedo farokht hoti hai share ke haque mai pahtar hai to os se primary market ki kamyabi mai Khulisa ezafa hoga
Mokhtasaran eh secondary market ko se share market mai (back bone) ki hesiyat hasil hai agar secondary market mai thora sa bhi otar charao hoto osse share market motasir Othintekile hone lagta hai
Dosto aaj ke liye bas etna hi aur Jakarei aane Wale wakt mai
Saidur rahman
Comments
Post a Comment