Mohabbat Hai Aya Jid
Mohabbat Hai Aya Jid
ماہر نفسیات کا کہنا ہے کہ محبت کی ایک عمر ہوتی ہے
Mahir nafsiyat ka kahna hai ke Mohabbat ki ek Umar hoti hai
تقریب ۱۸ ماہ اس کے بعد محبت نہیں ضد رہ جاتی ہے
Takriban 18 month us ke Baad Mohabbat nahi jid rah jati hai
جب انسان یکھتا ہےکہ جس سے وہ اتنی محبت کرتا تھا
Jab insan dekhta hai ke jis se woh itni Mohabbat karta tha
جس کا وہ خیال کرتا تھا اتنا وقت اس کے لیئے خرچ کرتا تھا
Jis ka woh khyal karta tha utna wokt uske liye khach karta tha
اور آج جب وہ شخص دور ہوتا دکھائی دے رہا ہو تو
انسان ضد پر آجاتا ہے
Aur aaj jab woh shakhs door hota dikhayi de raha ho to insan jid par aa jata hai
کیوں وہ اس کی ایک طرح کی انویسٹیمنٹ ہوتی ہے وقت کا
Kiyon ke woh uski ek tarha ki investment hoti hai Time ka
ارو نتیجہ نفی ہوتا ہے تو انسان ضد کرنے لگتا
aur natija nafi hota hai to insan jid karne lagta hai
کہ مجھے وہ چاہئے ہی چاہئے مگر میں کہتا ہوں
Ke mojhe woh chahyi hi chahyi Magar mai kahta hon
کہ محبت ایک احساس کا نام ہے ایک خوبصورت احساس یہ کبھی ختم نہیں ہوتی
Ke Mohabbat ek ahsas ka naam ka hai ek khoobsurat ehsas eh kabhi khatam nahi hoti
ہاں چہرے بدلتے رہتے ہیں محبت کبھی بھی کسی س ہو سکتی ہے
Haan chahra badalte rahte hain Mohabbat kabhi bhi kisi se ho Sakti hai
اگر رشتہ پاک ہو تو فیصلہ بھی حق میں ہو تا ہے ارو محبت ہمیشہ زندہ رہتی ہے
agar rista paak ho to Faisla Bhi Mein Hota Hai Aur Mohabbat hamesha Jinda rahata Hai
saidur rahman
Comments
Post a Comment