Types of shares information part 2
Types of shares
Article part 2 Types of shares
01) List of articles
02) What is share
03) Types of shares
04) preferences share
05) equity share
Share ki youn bahut sari Types hain Lekin buniyadi tawor par (02) Types hoti hai
(01) preferences share
(02) equity share
Companyan share ke Execution ke wakt sirf
(Equity share) hi ko public ke samne lati hai
(Preferences share) Koch khas logo ko hi Diya jati hai Jo pahle se is company ke Koch
Share kareed choke hon ya company ke Employee wagera ho os share ki number equity share ke mokable mai bahut hi Kam hoti hai
Preferences share
Preferences share ek tarha se (FIXED DEPOSIT E) se kafi Similarity rakta hai es tarha ke share mai share kareedar (share holder) ko usually se ek Designated mai nafa milta tarha hai agar company ko fayede mai hai eh nafa (interest) ke Synonyms hai os ki waja se Koch Koch log Pori share market ko haram karar dete hain
halanke share market mai os ke elawa bahut sare ayeshe share hain jo partnership se kafi Compatibility rakhte hain partnership ki bouniyad par business karne mai koiy difference nahi
Allan ke ( Rasool sallahu aalewasalam ) ne nabowat se pahle Mudarabat ki bouniyad par business karte the
Mudarabat ks matlab business mai sharike hona karna aur Profit ke ommid par maal kisi Ko Dena
Equity share
Preferences share ke bar aks equity share mai nafa o nuksan company ke fayede aur nuksan par Exclusive hota hai aam tawor se agar company ko Profit hota hai to os ke share holders ko bhi Profit hota hai aur etifaque se company ko nuksan ho raha hai to share holders ko bhi nuksan ka Samna karna parta hai Islamic noktae Nazar se eh tarika mosalmano ke liye jayez hai agar company halah ki Production mai masrof hain to eh tarika shirkat aur Mudarabat se jayeda Compatible hai
Hakikat mai (share holders ) ya company ka hissadar ossi person ko karte hain jis ke pas company ka (equity share ) ho Islamic noktae Nazar se eh tarika Justification jayeda karib hai aaj kal bazaar mai jayeda tar ossi kissam ke share ki khareedo farokht hoti hai
Dosto aaj ke liye bas etna hi aur Jakarei aane Wale wakt mai
Saidur rahman
Comments
Post a Comment