The existence of fluctuations in the Sensex part 2
Sensex part 2
The existence of fluctuations in the Sensex
blog post Article 6
01) List of articles
02) What is share
03) Types of shares
04) preferences share
05) equity share
Sensex mai utar charao ki bahut saari wajud ho Sakti hai jesa ke peechhe bayan ho choka hai ke sensex ki asariya ke mannid hota hai Jo share market ki Sensitivity ka pata laga ta hai eh share market ki sar garmiyon ki pemayish mai wahi rool Ada karta hai Jo tharma metar jismani hararat ki pemayish mai Ada karta hai
Sensex stock market se wabasta bahut si companiyon ke nafa o moksan aur khareedo farokht par Contains hota hai chonache jab bhi majmuyi tawor par companiyon ki Performance mai koiy kharabi ya bahtari wake Situation hoti hai to sensex mai utar charao hone lagta hai companiyan bahut si chizon se motasir hoti hai on mai se Chand Following
01) mosam
02) war
03) Election
04) Inflation
05) Government budget
06) Internal trade
07) Individual investment response
08) Foreign investment
09) Demand and supply of shares
10) Rumors and misrepresentations
11) Technical issues or speculation
Jab bhi Accidents listed above kisi main country hote hain to os ka asar os country ki bari bari companiyon par parta hai is tarha jab bhi companiyan Accidents se dochar hoti hai to sensex main utar charao lajim ho jaata hai kiyon ke sensex companiyon ki Performance par hi Depending hota hai agar market mai company ki Performance bahtar hoti hai to
Khareedar chahta hai ke woh os company ke share ko jiyada se jiyada khareede is tarha bahut se khareedar os company ke shares ko khareedne lagte hain os tarha
Economics ki Correction mai eh chiz bhi bilkol Final hai ke jab kisi chiz ki need hoti hai to os ki price bhi bar jati hai yahi kefiyat
Share market ki hoti hai jab share ki need mai ezafa hota hai to sensex mai ochal/ Bounce share market ki Term mai os Bounce bullish kahte hain word blush ko Urdu language mai Bell vine hoja na kahte hain os Bounce/ochal ko bullish kahne ki khas waja eh hai ke jab bhi sensex barta hai to amoman 1 2 Point nahi balke ek bar mai 10,20,50,100% point barta hai os nisabat se osse bullish kaha jata hai kiyon ke jab Bell
Kisi cheez ko phenkta hai to bilkol opar ki Bounce/ochal kar phenkta hai os ke bar khelaf jab County mai Koch nagujeer/Inevitable halat peda hote hai to os ka manfi asar company ki Performance par parne lagta hai aur need gatne lagta hai natijatan sensex bhi girne lagta hai sensex ka girne amal ko share market ki Term mai (BEARISH) kahte hain bear ke mana rich ya bhalo ke hote hai kiyon ke rich kisi cheez ko pakarta hai to osse niche ki taraf dabata hai thik yahi kefiyat sensex par taari hoti hai
Koch mashhoor sensexs ke Naam
01) Mumbai DOLCE
02) Mumbai SENSEX
03) Mumbai S s. PCNX
04) Mumbai NIFTY FIFTY
05) New York America DOW JOHNES
Dosto aaj ke liye bas etna hi aur Jakarei aane Wale wakt mai
Saidur rahman
Comments
Post a Comment